Jindagi ki galiyon me yun akele kya huye, Janab hamko puchana hi bhul gaye..
Chahat ki tasvir abhi bhi dil me hai, Mano ya na mano dil abhi bhi mushkil me hai
Aise hi chalte chalo jindagi me, Jindagi to bahut padi hai jine me.
Ham to jina chahte hain Jindagi Tumhare sath, Bas hamko mauka to tumhare sath
Jindagi Pyar ki kat jaye tumhare sath, Hathon me hath rakh chalti raho mere sath..
Kaun kahta hai Pyar bojh hota hai, Use risto ki tarah nibhao tabhi pyar anmol hota hai..
Tum to hamesa Roshani ki tarah jindagi me chayi rahti ho, Junun sa ek hota hai chav me bhi lagta hai tumhari parchayi ho.
Deepak ki tarah jalti raho hamari jindagi, Is Roshani ko hi dekh ke ji lenge ham.
Tumhara sath hi meri himmat hai, Ji lenge jindagi yu hi chalte chalte.
Kyo ruth jate ho hamesa khafa na hua karo, Pyar ki pankhudi bankar yu hi raho, Ji lenge Jindagi puri
Kashme sath nibhane ka na ham todenge, Tum sath do to tumhara sath ham na chhodenge..
Jindagi me to kuch rakha hi nahi hai sivay pyar ke bina, Kaho to dikha de apni chaht ke dir
Mere dil pe likha hai tumhara hi nam, Fir bhi kyo na jane tum bhul jati ho is aashikane ka nam
Phoolon ki tarah muskurati raho, Apne chahat ki tasvir ko banye rakho
Ek surat hi kafi hai, Chahat ke alakh ko jagane ko
Tumhari tasvir to hamesa hamre dil me hai, Sukun kaha milata jo tumhare aashiyane me hai
Jindagi ko bojh banane mat dena, Jab yad aaye to hame yad kar lena, Chaht to abhi bhi baki hai, muskura ke bol dena